Haazir Jawaabi: Repartee NS Rajan This post is a warm tribute and expression of thanks to a tweep I have never had the opportunity to meet. Every day a phrase or a line in Urdu is posted as a challenge and I have attempted the privilege of completing the couplet, a literary riposte any lover […]
Tag archives for Urdu
Apni Haqueeqat: My Reality NS Rajan: नि सु राजन Apni haqeeqat hum kahaan pehchante hain Kis muqaam pe pahunche hai, kya jante hain Mehfil mein dukh ke afsane kahe jao Tere haal pe log ab hasney waley hain Mere dil ke raaz aap bhala kyon jaane Khali mera daman tere labrez paimaane hain […]
Meri Bandagi: My Prayer NS Rajan : नि सु राजन Ibteda–e-ishq mein, dard-e-furqat ho to kyaa Jaari hai bandgee meri, khuda bhool jaye to kyaa Kis kaa khayaal hoon main, kis ka hoon hum-safar Dushmanon ke shahr mein, hum kuch bhi na ho to kyaa Phir milenge kitaabon mein sukhe phool ki tarah […]
Anjaam: Conclusion NS Rajan Palkon ke jharokhe mein pyaar kaa paigaam Manzil-e-ishq door nahi, chalna hai do gaam Darwaazaa khud khole, woh sharmaate hue Aayaa ab samajh mein, aarzoo kaa anjaam पलकों के झरोखे में प्यार का पैगाम मंजिल -ऐ-इश्क दूर नहीं , चलना है दो गाम दरवाज़ा खुद खोले , वोह शर्माते […]
Guftagu NS Rajan WOH: “Manzil mil hi jayegi bhatakte huye hi sahi Gumraah tho woh hai jo ghar se nikle hi nahi” वो : “मंजिल मिल ही जाएगी भटकते हुए ही सही गुमराह थो वो है […]
Udaas Tamanna NS Rajan Barse shabnam falak se moti ban ke Zulf-e-taabdaar se leke, palkon pe chhalke Uske rukhsaar-o-lab se dil par tapki Udaas Tamanna, shabnam se haar ke बरसे शबनम फलक से मोती बन के ज़ुल्फ़-ए-ताबदार से लेके पलकों पे छलके उसके रुखसार -ओ -लब से दिल पर टपकी उदास तमन्ना, शबनम से […]
Khwabon mein NS Rajan Yadein mitaana, bebasi chupaana Hai bahut aasaan tujhe bhool jaana Iltazaa ab itni si kartaa hoon zaalim Har raat khwaabon mein tashreef na laana […]